|
Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye |
|
Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye |
|
Tera Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara Maanu |
|
Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye |

Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Kaise Hum Jaane Hume Kya Pata |
|
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai |
|
Jeene Ki Wajah Hi Yahi Marna Issi Ke Liye |
|
Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye |
|
Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye |
|
Sa Ni Pa Di Na Sa... |
|
Meharbaani Jaate Jaate Mujh Pe Kar Gaya |
|
Guzarta Sa Lamha Ek Daaman Bhar Gaya |
|
Tere Nazara Mila, Roshan Sitaara Mila |
|
Takdeer Ki Kashtiyon Ko, Kinara Mila |
|
Sadiyon Se Tarse Hai Jaisi Zindagi Ke Liye |
|
Teri Sauhbat Mein Duaayein Hain Ussi Ke Liye |
|
Tere Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara |
|
Maanu Mujhko Banaya Tere Hi Jaise Kisi Ke Liye |
|
Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye |
|
Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye |
|
Tere Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara |
|
Maanu Mujhko Banaya Tere Hi Jaise Kisi Ke Liye |
|
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Kaise Hum Jaane Hume Kya Pata |
|
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta |
|
Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai |
|
Jeene Ki Wajah Hi Yahi Hai Marna Issi Ke Liye |