|
Yeah. |
|
Yeah. |
|
Shoutout to sound nanomix |
|
Yeah |
|
3: 30 AM yeah |
|
Dekhe thhe jo sapne aaj unke paas hoon |
|
Aankhon mein chamak hai pehle the aansu |
|
Baaki sab wahi hai saala kuch nahi badla |
|
Haan, pehle main aam tha ab thoda khaas hoon |
|
Raaz woh ek aisa jise sab jaan'na chaahein |
|
Suni apne baare mein kitne afwaahein |
|
Baatein karne walon ka kaam baate karna |
|
Karte hain kuch, baaki dete hain salaahein |
|
Pen mere haath mein |
|
Zindagi hai kaali |
|
Tabhi likhun kaali raat mein |
|
Top pe khada akela koi nahi saath mein |
|
Jalne waale jalte lekin rehte aukaat mein hain |
|
Yeah. meri lagan, meri mehnat |
|
Aur upar waale ka karam |
|
Paise kamaye maine sachchai batake |
|
Jisey dikkat, aake pakde wo mera |
|
Unhe bakwas karne do jo bakwas karte hain |
|
Khaali bartan hi jyaada awaaz karte hain |
|
Main note ginta hoon wo haath malte hain |
|
Kheloge jo aag se toh haath jalte hain |
|
Kaamyaabi aur jalan saath saath chalte hain |
|
Tabhi log yahaan lekar hathiyar chalte hain |
|
Par main unn chutiyon mein se nahi |
|
Kyunki jinka dimaag nahi chalta |
|
Unke haath chalte hain |
|
Mere saath chalte hain mujhse pyaar karte hain |
|
Mere fan meri jaan meri koum meri shaan |
|
Jaake poocho kisi se bhi galiyon mein |
|
Hai sambhali kisne Hindustani hip hop ki kamaan, Badshah Badshah... |
|
Hai bas ek hi naam Badshah Badshah |
|
ka bas ek hi kaam likhna aur likhte hi jaana |
|
Chalun aage aage mere peeche hai zamaana |
|
Sabki nazrein hain mujhpe |
|
Ab kya karega ye |
|
Ek flop gaana aate hi marega yeh |
|
Blah blah bak bak sunke main gaya thak |
|
Mere paas unhe dene ke liye nahi hai fuk fuk |
|
Fakr hai mujhe bas apni kala pe |
|
Main hoon asli hain baaki saare nakli |
|
Yahaan pe maine masli hain naslon ki naslein |
|
Nakli rapperon ke rap jinke nahin bas mein yahaan pe Bas teri fatne hi waali hai |
|
Sabko pata hai tu jaali hai |
|
Chemist se lele bete neend ki goliyan |
|
Kuch hi dinon mein meri album aane waali hai |
|
Album aane waali hai |
|
Meri album aane waali hai |
|
Chemist se lele bete neend ki goliyan |
|
Kuch hi dinon mein meri album aane waali hai |
|
It's your boy |
|
No days off |
|
Original never ends |
|
Original never dies |
|
Teri fatne hi waali |
|
peace out |
|
L.C-RISHABH DUGAR |