|
Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha |
|
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan... (2) |
|
Mujhko Aawaaz Do, Chup Gaye Ho Sanam |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha |
|
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan |
|
O Mere Hamsafar, Pyaar Ki Raah Par |
|
Saath Chale Hum Agar Kya Khabar... (2) |
|
Aah, Aah, Aah, Aah |
|
Raaste Mein Kahin Reh Gaye Hamnasheen |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Jaane Jaan Dhoondti Phir Rahi |
|
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan |
|
Mujhko Aawaaz Do, Chup Gaye Ho Sanam |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Dil Machalne Laga, Yunhi Dhalne Laga |
|
Rang Bhara Pyaar Ka Yeh Sama... (2) |
|
Hey, Hey, Hey, Ho |
|
Aaj Aise Mein Bas Chhodkar Chal Diye |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha |
|
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan |
|
Paas Tum Ho Khade Mere Dil Mein Chhupe |
|
Aur Mujhe Kuch Pata Na Chala... (2) |
|
Aah, Aah, Aah, Aah, Aah |
|
Din Mein Dekha Nahin, Dekha Saara Jahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha |
|
Hoon Tumhe Raat Din Main Yahan Se Vahan |
|
Mujhko Aawaaz Do, Chup Gaye Ho Sanam |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |
|
Tum Kahan |
|
Main Yahan |