|
Dekar Dil Kisi Ko Maine |
|
Apna Dil Haar Diya |
|
Suno Suno Ae Duniya Walo |
|
Haan Maine Bhi Pyar Kiya |
|
Haan Machal Ke Machal Ke |
|
Zara Ae Haseena |
|
Bata De Jaha Ko Hum Tum Itna Ke |
|
Kadam Pe Kadam Pe Saath Hum |
|
Yeh Zamana Chahe To Lele Imteha |
|
Dil Kya Chiz Hai Jaan Bhi |
|
Humne Yaara Tere Naam Kiya |
|
Suno Suno Ae Duniya Walo |
|
Haan Maine Bhi Pyar Kiya |
|
Haan Sambhal Ke Sambhal Ke |
|
Zara Ae Haseena |
|
Pyar Hota Nahi Hai Aasan Itna |
|
Kadam Pe Kadam Pe Hogi Muskile |
|
Phir Na Kehna Na Kehna Maine Kya Kiya |
|
Paya Tumko Humne Yaara |
|
Apni Yeh To Kismat Hai |
|
Chamka Hai Taqdeer Ka Taara |
|
Uska Naam Mohabbat Hai |
|
Uski Chamak Ko Roke Koi Kya |
|
Usko Humse Chhine Koi Kya |
|
Haatho Ki Rekhao Mein Humne |
|
Us Taare Ko Thaam Liya |
|
Suno Suno Ae Duniya Walo |
|
Haan Maine Bhi Pyar Kiya |
|
Haan Machal Ke Machal Ke |
|
Zara Ae Haseena |
|
Bata De Jaha Ko Hum Tum Itna Ke |
|
Kadam Pe Kadam Pe Saath Hum |
|
Yeh Zamana Chahe To Lele Imteha |
|
Muskil Muskil Koi Aaye |
|
Muskil Se Kya Darna Hai |
|
Dil Ki Humne Ki Hai Gulaami |
|
Jo Dil Bole Karna Hai |
|
Dil Hai Naadan Dil Ka Kya |
|
Naadano Ki Sun Na Kya |
|
Dil Ko Phir Ilzaam Na Dena |
|
Dil Ne Kaisa Kaam Kiya |
|
Suno Suno Ae Duniya Walo |
|
Haan Maine Bhi Pyar Kiya |
|
Haan Sambhal Ke Sambhal Ke |
|
Zara Ae Haseena |
|
Pyar Hota Nahi Hai Aasan Itna |
|
Kadam Pe Kadam Pe Hogi Muskile |