Dil sunta hai, teri sadaa Aa ru ba ru, ab toh zara Bechain si, meri zindagi Sunn kar teri, yeh dastaan Jeena mera aasan kar, tu mil ke yeh ehsaan kar Kahin kho gaya chain oh sukoon, tere dard ko ab jaan kar Jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera Aasu palkon pe nahin hai bewajah Dil hai gum zyadaa jaaniya Tujhe paa liya ya kho diya Iss baat par, dil ro diya Ke chaah kar, tu naa aa sakey Tu waqt hai, guzra hua Tujhe rakh liya, inn yaadon ne Ik phool sa, kitaabon mein Iss dil mein tu, rahega sadaa Aur mehkega, inn saanson mein Raaton mein tu jal jaata hai Chehre mein tu dhal jaata hai Taara hai tu mujh mein toota sa Neendhon se jaga deta hai Palkon ko bhigo deta hai Dariya hai tu mujh mein dooba sa Har waqt khwaabon ki tarah, tu aata raha Jaaniya o jaaniya, din kya raat kya Aahat ho koi, lagta hai sadaa Ke tu hai wahan jaaniya Jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera Aasu palkon pe nahin hai bewajah Dil hai gum zyadaa jaaniya