作曲 : Jatin Pandit/Lalit Pandit 作词 : Majrooh Sultanpuri Deewana dil deewana Deewana tera deewana Kab se kare hai tera intezar Kab aayegi meri jaan-e-bahaar Kab se kare hai tera intezar Kab aayegi meri jaan-e-bahaar Ke jitna hi behlaaoon Yeh utna hi machalta hai dil Deewana dil deewana Deewana tera deewana Andaz dikhlaati sau sau tarah ke Jalwe lutaati huyi Andaz dikhlaati sau sau tarah ke Jalwe lutaati huyi Aati hogi mausam ke sath Gulshan khilati huyi Aa bhi ja ab jaan-e-jaan Deewana dil deewana Kab se kare hai tera intezar Kab aayegi meri jaan-e-bahaar Ke jitna hi behlaaoon Yeh utna hi machalta hai dil Dil se laga karke rakha hai ab tak Resham ka tera rumal Dil se laga karke rakha hai ab tak Resham ka tera rumal Aage kahoon kya jaan-e-man Aa dekh ja mera haal Aa bhi ja ab jaan-e-jaan Deewana dil deewana Toota sitara to, maanga tha Rab se Tujhko hi jaan-e-wafaa Toota sitara to, maanga tha Rab se Tujhko hi jaan-e-wafaa Jo toot jaayein taare tamaam Maangun wohi ek dua Aa bhi ja ab jaan-e-jaan Deewana dil deewana Kab se kare hai tera intezar Kab aayegi meri jaan-e-bahaar Kab se kare hai tera intezar Kab aayegi meri jaan-e-bahaar Ke jitna hi behlaaoon Yeh utna hi machalta hai dil Deewana dil deewana Deewana tera deewana