Mann Mohana aaa~ mann mohanaaa~ Kanha sunona aaa~ Tum bin paun kaise chaina Tarsu tumhi ko din rain Chodke apne kashi mathura Chodke apne kashi mathura Aake basao more nain Tum bin paun kaise chain Kanhaaa~ Tarsu tumhiko din rain~ Ek pal ujiraya aaye Ek pal andhiyara chaye Mann kyun na ghabraye Kaise na ghabraye Mann jo koi dhara ha Apni rahon mein paaye Kaun disha jaye Tum bin kaun samjhaye Tum bin kaun samjhaye Raas rachiyan brindavan ke gokul ke basi Radha tumhri daasi Darshan ko hai pyaasi Shaam shalone nand lala krishna banwari Tumri chab hai nyari Mein to hoon tan man hari Mein to hoon tan man hari Mann mohanaaaa mann mohanaaaa~ Mann mohanaaaa mann mohanaaaaa~ Kanha sunona aaa Tum bin paun kaise chain Tarsu tumhiko din rain Jeevan ek nadiya hai lehron lehron behti jaye Ismein mann ki naiyaa doobe kabhi tar jaye Tum na Khewaiya ho to koi tat kaise paaye Majdhaare rehlaye Toh tumri saran aaye Haan tumri saran aaye Mein hoon tumhari hai tumhara yeh mere jeevan Tumko hi dekhon mein Dekhun koi darpan Bansi ban jaungi in hooton ki ho jangui In sapno se jalthal Hai mera maan angan Hain mera mmmm…