Aaja Aaja Ho Aaja Aaja Aaja Aaja Piya Ab To Aaja Dekh To Kaisi Haalat Huyi Hai Aake Hamko Gale Se Laga Ja Tujhse Milne Ki Chaahat Huyi Hai Kya Bataaun Tujhe Kitna Pyar Kiya Har Ghadi Bas Tera Intezar Kiya Han Kya Bataaun Tujhe Kitna Pyar Kiya Chaahe Jagi Rahi Chaahe Soyi Rahi Tere Khwaabon Khayaalon Mein Khoyi Rahi Hooo ooo Hooo oooo Hooo oooo Tujhse Hoke Juda Mere Raja Mujhpe Kya Kya Qayamat Huyi Hai Aaja Aaja Aaja Aaja Ho Aaja Aaja Piya Ab To Aaja Tera Sandesa Jabse Hai Aaya Sajan Ik Ajab Sa Nasha Mujhpe Chhaya Sajan Ab To Kaate Se Bhi Waqt Katta Nahin Tera Chehra Nigaahon Se Hatta Nahi Hooo ooo Hooo ooo Hooo ooo Ye Khushi Ki Khabar Sunke Raja Bekaraari Mein Raahat Huyi Hai Aaja Aaja Aaja Aaja Ho Aaja Aaja Piya Ab To Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Ho Aaja Aaja Piya Ab To Aaja Dekh To Kaisi Haalat Huyi Hai Aake Hamko Gale Se Laga Ja Aake Hamko Gale Se Laga Ja Tujhse Milne Ki Chaahat Huyi Hai synced by- akshayXinsta