作词 : Indeevar 作曲 : Rajesh Roshan/Indeevar Insaan mara karte hai Vishwaas nahi marta hai Namumkin ko bhi mumkin Vishwaas kiya karta hai Sapne sach ho jaate hai Har dua kaam aati hai Vishwaas ki dor hai aisi Apno ko kheench laati hai Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai Janamo ka sangam hai, sangam hai Sangam hai, sangam hai