Hum Naa Rahein Hum (Remix) - Benny Dayal (Benny Dayal) Hum na rahe hum Jo thhe kabhi Khud ko hai chhoda Peeche kahin Hum na rahe hum Jo thhe kabhi Khud ko hai chhoda Peeche kahin Teri ore Badhne lage Teri tarah Ban'ne lage Ab toh mohabbat mein Lutne chale Jeene ki khwahish mein Marne chale Ab toh mohabbat mein Lutne chale Jeene ki khwahish mein Marne chale Dard bhi hum seh lenge Tu jo saath raha Saari duniya bhula denge yeh waada raha Chahe jitni mulaaqatein ho mujhe kam hi lage Tere sath guzaraun har din Par dil na bhare Ek waqt baad Hasne lage Raah teri hum Takne lage Ab to mohabbat mein Lutne chale Jeene ki khwahish mein Marne chale Ab to mohabbat mein Lutne chale Jeene ki khwahish mein Marne chale Ab to mohabbat mein Lutne chale Jeene ki khwahish mein Marne chale