Tum ho kamaal, tum bemisaal Tum lajawab ho, Aisha Aisi haseen ho Jisko choo lo, usko haseen kar do Tum sochti ho duniya mein Koi bhi kyun kharaab ho, Aisha Tum chahati ho Tum koi rang har zindagi mein bhar do (bhar do) Nikli ho likhne kismat kisi ki Apni hi dhun mein tum, Aisha Ye shauk kya hai, ye zid hai kaisi Itna bata do humko Suljaane mein tum auron ki uljanein Hoti ho jo ghum, Aisha Apni bhi koi uljan ko door Karke dikha do humko Suno Aisha, itna to tum bhi samjho Aisha, tum chahe jitna chaho Aisha, tum jitni koshish karo lo Aisha, tum sa na hoga koi Baaton mein ho aa jaati, ho jaati ho jazbaati Soche-samjhe ab inke mohabbat ki hai rah kya Pal mein ho ke diwaaani, karti ho tum manmaani Tumko hai duniya-vuniya ki koi parwaah kya? Aisha jise kehte hain Ek hain woh laakhon mein Dil mein jaake rukti hain wo Aati hai jo aankhhon mein Magar Aisha, itna to tum bhi samjho Aisha, tum chahe jitna chaho Aisha, tum jitni koshish karo lo Aisha, tum sa na hoga koi Suno Aisha, itna to tum bhi samjho Aisha, tum chahe jitna chaho Aisha, tum jitni koshish karo lo Aisha, tum sa na hoga koi Suno Aisha, itna to tum bhi samjho Aisha, tum chahe jitna chaho Aisha, tum jitni koshish karo lo Aisha, tum sa na hoga koi