La la la la la, la la la la la la la Mm mm La la la la la, la la la la la la la Mm hm hm hm hm Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai - 2 Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai Teri chhoti chhoti baat, teri har ek mulaaqaat Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath Lamha lamha tera saath Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai Baheke baheke mere din, maheki maheki meri shaam Kore aanchal pe sada main to likhoon tera naam Main to likhoon tera naam Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai (end)