Kismat Se - A.R. Rahman/Kapil Sibal/Shreya Ghoshal Written by:A.R. Rahman/Kapil Sibal Kyun khele re meri kismat se Kaid mein teri baalam heer More pankh jo tune kaate Mann mein mujhe baitha ke Jaaun toh jaaun kahan pe Tere paas mora mann bhaaye re Behti pyaar ki sagar mein Behti jaaun tu kya jaane Tan mann chahe tujhko paane Kinara kab se dhoondu re Kyun khele re meri kismat se Kaid mein teri baalam heer Mann mein mujhe baitha ke Jaaun toh jaaun kahan pe Tere paas mora mann bhaaye re Meri neend kyun churaave Rag rag mein raas aave haaye Pal ye jaan jaave ab toh mujhe bula re Dil apne mein basa le re Kyun khele re meri kismat se Kaid mein teri baalam heer More pankh jo tune kaate Mann mein mujhe baitha ke Jaaun toh jaaun kahan pe Tere paas mora mann bhaaye re