Geet Gaaon - A.R. Rahman/Kapil Sibal/Jonita Gandhi Written by:A.R. Rahman/Kapil Sibal Geet gaaon main Kiske liye Geet mera hai ruthaa huaa Jeena chahoon main Kiske liye Jo thaa mera ab na raha Puchoon main khud se Kya ho gaya Geet mera Kho gaya Mann se Tujhko Chaha maine Lagta tera jee Uthh gaya Geet gaaon main Kiske liye Geet mera hai ruthaa huaa Jeena chahoon main Kiske liye Jo thaa mera ab na raha Jo paake khoye Reh na sakein Yaadon se hi Raahat mile Nazar jab meri Dhundhein tujhe Tera chehra Mujhko dikhe Kyun bhulaau Ab tujhe Sahaara yaad kaahein raha Geet gaaon main Kiske liye Geet mera hai ruthaa huaa Jeena chahoon main Kiske liye Jo thaa mera ab na raha Puchoon main khud se Kya ho gaya Geet mera Kho gaya Mann se Tujhko Chaha maine Lagta tera jee Uthh gaya Geet gaaon Kiske liye