Ho maane ya koi maane na Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai Aise hain chaahe waise hain Arey jo bhi hain jaise hain Khud pe humein naaz hai Jaane na humko ye zamaana Chaaho to humko aazmaana Hum yaar-baaz hum jaal-saaz Hum ishq-baaz dilwaale Kehte hain humko pyar se Indiawaale Chhu lete dil ke taar se Indiawaale Har jeet cheen le haar se Indiawaale. Dushman ke chak'ke chhuda de hum Indiawale Dushman ke chak'ke chhuda de hum Indiawale Yun toh seedhe bade. Kabhi chahein to haathon se lete laqeerein chura O. humko parwaah nahi Jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura Jaisi bhi marzi ho humaari Karte hain aisi hoshiyaari Par dil se yaar jo le pukaar To jaan nisaar kar daalein Kehte hain humko pyar se Indiawaale Chhu lete dil ke taar se Indiawale Har jeet cheen le haar se Indiawaale Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawaale Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale Aankhon ki aankhon ki chaabi se Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale Jaan dete, usko jahaan dete Apna imaan dete jiski bhi baahein gale me daale Duniya se humko kya le jaana Yaaron ke dil mein ho thikana Humein ek baar hota hai pyaar Ye laakh baar kehla le Kehte hain humko pyar se Indiawaale Chhu lete dil ke taar se Indiawaale Har jeet cheen le haar se Indiawaale. Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawaale Dushman ke chakke chhuda de, chhuda de... Ungli pe sabko nachaa dein. Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale