jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha dekhti hai jis tarah se teri najre mujhe, mai khud ko chupau kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha dekhti hai jis tarah se teri najre mujhe, mai khud ko chupau kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha yeh pal hai apna toh iss pal ko ji le sholo ki tarah jara jal ke ji le, pal jhapakte kho na jana chhuke kar lu yakin, na jane yeh pal paye kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha baaho me teri yu kho gaye hai, arman dabe se jagne lage hai jo mile ho aaj hamko dur jana nahi, mita do sari yeh duriya jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhula ke ab jaau kaha dekhti hai jis tarah se teri najre mujhe, mai khud ko chupau kaha