Aye ... kya bolti tu Aye ... kya main bolun Sun ... suna Aati kya Khandala Kya karoon aake mein Khandala Ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge Aish karenge aur kya Aye ... kya bolti tu Aye ... kya main bolun Sun ... suna Aati kya Khandala Kya karoon aake mein Khandala Arre ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge Aish karenge aur kya Aye ... kya bolti tu Aye ... kya main bolun Barsaat ka season hai Khandala jaake kya karna Barsaat ke season mein hi toh maza hai meri maina Bheegungi main sardi khansi ho jayegi mujhko Chaata leke jayenge pagal samjhi kya mujhko Kya karoon samajh mein aaye na Kya kahoon tujhse main jaanu na Arre itna tu kyun soche Main aage tu peeche Bas ab nikalte hai, aur kya Aye ... kya bolti tu Arre aye ... kya main bolun Lonavle mein chikki khaenge, waterfall pe jayenge Khandala ke ghat ke upar photo kheechke aaenge Haan bhi karta, na bhi karta dil mera deewana Dil bhi sala party badle kaisa hai zamana Phone laga tu apne dil ko zara Pooch le aakhir hai kya manjra Arre pal mein phisalta hai Pal mein sambhalta hai Confuse karta hai, bas kya Aye ... kya bolti tu Aye ... kya main bolun Sun ... suna Aati kya Khandala Arre kya karoon aake mein Khandala Ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge Aish karenge aur kya Aye ... kya bolti tu Aye ... kya main bolun