Gunaah -Jeet Gannguli/Mustafa Zahid Tu mill naa paaye hum jee naa paaye Kahin mar naa jaaye kaisi hai Kaisi hai bebasi Dil phir se chaahe Teri hi panaahein Kahin marr na jaayein zindagi Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke Aankhien hai num dhadhkan maddham Ab maan jaa roothe sanam Saansein chubhan toota sa mann Aur naa sataa oh jaan e mann Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke Mera har pal abb toh bojhal Veeraan saa dil yeh har dum Laakhon hai gham tanha hai hum Kaise sahein itna sitam Tu mill na paaye hum jee naa paaye Kahin marr na jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi Dil phir se chaahe Teri hi panaahein Kahin marr na jaaye zindagi Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke