[00:08.26] Main toh bas teri chaahat mein chaahun rehna sada [00:15.26] Main toh bas teri qurbat mein chaahun rehna sada [00:22.61] Saaya bhi tera main hone na doon juda, maine tay kar liya [00:41.15] Tere ishq pe, tere waqt pe bas haq hai ik mera [00:48.15] Teri rooh pe, tere jism pe bas haq hai ik mera [00:55.23] Bas haq hai ik mera, bas haq hai ik mera [01:03.38] Main toh bas teri chaahat mein chaahun rehna sada [01:10.44] Main toh bas teri qurbat mein chaahun rehna sada [01:17.57] [01:28.39] Yaadon mein tujhko rakhun, baatein bhi teri karun [01:35.52] Itna deewana hoon tera [01:40.44] Ho-ho, raaton mein jaaga karun, din-bhar bhatakta rahun [01:49.98] Main toh yahan se bas wahan [01:55.75] Tere ishq pe, tere waqt pe bas haq hai ik mera [02:02.93] Teri rooh pe, tere jism pe bas haq hai ik mera [02:10.03] Bas haq hai ik mera, bas haq hai ik mera [02:17.98] Main toh bas teri chaahat mein chaahun rehna sada [02:25.05] Main toh bas teri qurbat mein chaahun rehna sada [02:32.26] [02:53.75] Baahon mein tujhko rakhun, dhadkan main teri sunoon [03:00.97] Aa, itna nazdeek aa zara [03:05.52] Ho-ho, jismein duayein rahein, har-dam wafayein rahein [03:15.21] Doon tujhko aisa ik jahan [03:21.11] Tere ishq pe, tere waqt pe bas haq hai ik mera [03:28.24] Teri rooh pe, tere jism pe bas haq hai ik mera [03:35.36] Bas haq hai ik mera, bas haq hai ik mera [03:50.52] Main toh bas teri chaahat mein chaahun rehna sada [03:57.62] Main toh bas teri qurbat mein chaahun rehna sada [04:04.83] Saaya bhi tera main hone na doon juda, maine tay kar liya [04:18.71]