Ahan hai yeh kya Aankhien yeh aankhien Sagar se gehri yeh aankhien (hai) Jhookti (hai) Uthati (hai) Sharmeeli se aankhien Yeh aankhien sapno ki rajdhani Saare jugnoo taare Inse hi jagmagana seekhe Oh ho ho Phoolon jaisi hai yeh ladhi Hai yeh ladki pariyon jaisi hai na Woh ho ho Bholi bholi khoyi khoyi Hirani si hai yeh ladki Komal komal yeh ladki Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki Tera aanchal joh leheraye Toh Mera dilsang sang leheraye Dhadka hi jaye Tere tann se jo aajaye Mere tann mann mein bus jaye Ooo Tere zulf se mehki hui jo chahon hai Woh hai meri manzil Tere saare gum meri saari khushiyan Ab dono ki hai, hai kehta dil Dilon jaisi hai yeh ladhi Hai yeh ladki pariyon jaisi hai na Woh ho ho Bholi bholi khoyi khoyi Hirani si hai yeh ladki Komal komal yeh ladki Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki Chand pe tu, main dharti pe Thodi toh paas aaja Dhadkan mein tu samahja Main teregeet gaon Yeh armaan yeh tamanna Hai aur dil mein tu hai tu hai tu hai Oh ho ho Phoolon jaisi hai yeh ladhi Hai yeh ladki pariyon jaisi hai na Woh ho ho Bholi bholi khoyi khoyi Hirani si hai yeh ladki Komal komal yeh ladki Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki Oh ho ho Phoolon jaisi hai yeh ladhi Hai yeh ladki pariyon jaisi hai na Woh ho ho Bholi bholi khoyi khoyi Hirani si hai yeh ladki Komal komal yeh ladki Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki Pariyon jaisi Komal komal yeh ladki Phoolon jaisi Nazuk nazuk yeh ladki