Tere Siva - Ram Sampath/Tarannum Mallik Lyrics by:Munna Dhiman Composed by:Ram Sampath Ye hai dua Ya hai sazaa Kuch na dikhe Tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai Tere siva Tera nasha Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai Tera nasha Ye nasha badh jaaye na Kahin ragon mein chadh jaye na Tere bin kuch na rahun Pyaar mein bus kar jaaye na Iss tarah khona kisi mein Theek bhi hai ya nahi Pyaar ke iss sagar mein main Doob na jaaun kahin Ye hai dua Ya hai sazaa Kuch na dikhe Tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai Tere siva Tera nasha Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai Tera nasha Iss tarah chhoota hai tu Girha se khulti hun main Kitne din ehsaas ye Sang le chaltihun main Din-ba-din chaaht teri Ho rahi aadat meri Aisa hai tera nashaa Gum sa hai khud ka pataa Ye hai dua Ya hai sazaa Kuch na dikhe Tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai Tere siva Tera nasha Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai Tera nasha