Dil ko samjha bujha ke Khud ko ullu banake Ullu seedha karta rehta hai Jo woh toota nahi hai Khud se rootha nahi hai Phir kyun aise tubta rehta hai Nakli dilaase, farzi khulase Ghalati pe parde ye daale De kar ye jhaanse Khud ko hi phaanse Nuksaan mein dhoonde munaafe Bewakoofiyaan... Bematlab betuki si Bekaar si, buddhu si Bewajah Bewakoofiyaan. Bewakoo... ooh.fiyaan Bematlab betuki si Bekaar si buddhu si Bewajah Bewakoofiyaan. Paara utra nahi hai Bilkul sudhra nahi hai Munh ke bal ye girta rehta hai Ab bhi bigda nahi hai Sab kuch bikhra nahi hai Munh latka kyun phirta rehta hai. Kitne dinon se auron ko kose Kaisi ye zidd pe ad gaya. Koi toh toke, kam se kam roke Kab tak khud ko dega ye dhoke... Bewakoo.oo.ooh.fiyaan. Bematlab betuki si Bekaar si buddhu si Bewajah Bewakoofian. Bewakoo.oo.ooh.fiyaan. Bematlab betuki si Bekaar si buddhu si Bewajah Bewakoofiyan. Aye nadaan re, asaan hai re Inn hisso ko toh jodna Kyun pareshaan hai Namushkil hai, maafi ke bol bolna Aisi jhooti-muthi kyun tadi hai maare Kya milega tu bata Ab kya hisaab khole Tu kya aano pe tole Kya khoya hai kya haara Bewakoo.oo.ooh.fiyaan. Bematlab betuki si Bekaar si buddhu si Bewajah Bewakoofian. Bewakoo.oo.ooh.fiyaan. Bematlab betuki si Bekaar si buddhu si Bewajah Bewakoofiyan.