Re baandhe,re baandhe,re baandhe Mann se mohe baandhe Haan mohe baandh lo nainon ki dor se Hai yeh pyaar kaisa Iska raaz hai kya bol de Keh bhi de....... Kabhi sakoon kabhi laage bala hai Kabhi dua kabhi laage halaa hai Nainon se yeh kya ho chalaa hai Bairiya o bairiya Mujhe sataa na bairiya Bairiya o bairiya Mujhe sataa na bairiya Kaisi yeh thi jo raatein jaage Taaron ko chhaanate re Kaisi yeh thi jo raatein jaage Raatein hai jaage aur Taaron ko chhaanate re Palkon ki dibiyon mein rehte Khwaab hain udne ko kehte Haathon se chhoota, chhoota chala hai jiya... Bairiya... Bairiya o bairiya Mujhe sataa na bairiya Udne lagi hai khamoshi se Baaton ki parchiyaan Udne lagi hai khamoshi se Khamoshi se baaton ki parchiyaan Hone lagi aadhi-aadhi Aankhon se hi kai baatein Saansein jala ishq ki sardiyaan.. Bairiya.. Bairiya o bairiya Bairiya o bairiya Mujhe sataa na bairiya Bairiya o bairiya Mujhe sataa na bairiya Kabhi dua kabhi kabhi halaa Bairiya o bairiya Bairiya