Dholak mein taal hai paayal mein chan chan ...(2) Ghoonghat mein gori hai sehre mein saajan Jahan bhi yeh jaayen bahaare hi chaaayen Yeh khushiyaan hi paayen mere dil ne duayen di hai Mere yaar ki shaadi hai...(2) Dholak mein taal hai paayal mein chan chan Ghoonghat mein gori hai sehre mein saajan Jahan bhi yeh jaayen bahaare hi chaaayen Yeh khushiyaan hi paayen mere dil ne duayen di hai Mere yaar ki shaadi hai...(2) Dholak mein taal hai paayal mein chan chan Ghoonghat mein gori hai sehre mein saajan Jahan bhi yeh jaayen bahaare hi chaaayen Yeh khushiyaan hi paayen mere dil ne duayen di hai Mere yaar ki shaadi hai...(4) Pyaar mila preet mili mere yaar ko Badi pyaari jeet mili mere yaar ko Pyaar mila preet mili mere yaar ko Badi pyaari jeet mili mere yaar ko Khush hai jo dil maine mehfil ...(2) Jeeto se saja di hai Mere yaar ki shaadi hai...(4) Haar nahin jeet nahin yahan pyaar hai Jis main haar jeet ho woh kahan pyaar hai Haar nahin jeet nahin yahan pyaar hai Jis main haar jeet ho woh kahan pyaar hai Lag ja gaale yaar mere Lag ja gaale yaar mere maine dil se sada di hai Mere yaar ki shaadi hai...(3) Saathi sakhiyaan bachpan ka yeh angna Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na Chupaungi aasoon kaise bege ge kangna Saathi sakhiyaan bachpan ka yeh angna Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na Chupaungi aasoon kaise bege ge kangna Saathi sakhiyaan re Saathi sun le bole jo yeh angna Yeh mann jeevan pyaar ke hi rang main rang na Has degi teri chudi khankegi kangna Saathi sun le re Mere yaar ki shaadi hai...(3)