Iklauta mera dil tha Bhola-bhaala simple tha Tujh se main takraayaa Sarphira ho gaya Mujhe pyaar laga jo Tujhe laga bhai-chara Armaan to jaage Main magar so gaya Ban ke museebat, peechhe padi hai Ye comedy hai, ya tragedy hai Na hona tha kyun ho gaya Locha-e-Ulfat ho gaya Tere mere do nazariye, nazdeek hain lekin Ik baal barabar beech mein line hai Chubhta hi rehta hai Gadta hi rehta hai Tujhe fark nahi hai, Tu badi fine hai Ban ke museebat Peechhe padi hai Ye comedy hai Ya tragedy hai Na hona tha kyun ho gaya Locha e Ulfat ho gaya Locha-e-Ulfat ho gaya Ye haal behuda hai Kis mood mein khuda hai Kyun dil ki dhadkanon se Maze mein khele ye ludo samjhaao Kya khaak dosti hai Daftar ki naukri hai Karne ko dil nahi hai magar kare jaaun.. Tere aane se pehle theek tha Ab murjhaya sa jaise koi phool hoon Pehle tha banda kitna kaam ka Khaali refill jaisa ab fizool hoon Raaton ko.. main jaagoon, main jaagun Saari neendein, wo le gayi.. chura ke, chura ke Sun to.. khwabon ki khwabon ki Khidkiyon se.. aa ke phir jhaanke Chal tu hi batlaa de na Ban ke museebat Peechhe padi hai Yeh comedy hai Yaa tragedy hai Naa hona tha kyun ho gaya Locha-e-Ulfat ho gaya Locha-e-Ulfat ho gaya Iklauta mera dil tha Bhola-bhaala simple tha Tujh se main takraayaa Sarphira ho gaya Ban ke museebat Peechhe padi hai Ye comedy hai Ya tragedy hai Na hona tha kyun ho gaya Locha e Ulfat ho gaya Locha-e-Ulfat ho gaya