Hey You Zamana Hai Tu Purana Tere Hi Muh Pe Maaroon Bhashan Tera Aag Hai Tu To Main Bhi Hawa Hoon Le Ja Utha Ke Saara Rashan Tera Maana Waqt Hai Tera Din Bhi Tera Teri Baari, Teri Baari. Tu Bhi Yaad Rakhega Jab Aayegi Meri Baari, Meeri Baari Yoon Na Halke Mein Le Mujhe Meri Dhamki Hai Tujhe Mera Jigar Jala, To Trigger Dabega Goli Chalegi Kaboom Kaboom Kabum Boom Boom Mohra Bhi Mera Baazi Bhi Meri Main Mere Jaisi Tu Tere Jaisa Kyoon Main Karun Wo Jo Ho Fashion Tera Mera Safar Hai Mera Rasta Meri Zammedari Tu Bhi Yaad Rakhega Jab Aayegi Meri Baari Meri Baari. Yoon Na Halke Mein Le Mujhe Meri Dhamki Hai Tujhe Mera Jigar Jala, To Trigger Dabega Goli Chalegi Kaboom Kaboom Kabum Boom Boom Mohra Bhi Mera Baazi Bhi Meri.