Ab naa tu
Rakhna tu
Mere dil ka yeh
Chota mota haq maar ke
Galati se
Galati ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke

Ab naa tu
Rakhna tu
Mere dil ka yeh
Chota mota haq maar ke
Galati se
Galati ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke

Tujhpe na aitbar mujhe
Fika lage tera pyar mujhe
Main na banaoon dildaar tujhe
Saare sapne te jhoote
Ab tak pyaar ke

Dil jaane
Rab Jaane
Na khabar pe main tere
Ab dil haar ke
Galti se galti ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke

Jab jab yara dhoondo tuhjko
Paa loon main khud ko hi
Tu hi hai mera pata
Duniya bhar ki kasme kha kar
Karke bade kahta hoon
Aage se na hogi khata

Ho..tujh se ab na mohabbat hai
Teri na mujhko zarurat hai
Meri toh aisi surat hai
Loot jayenge yahan dil haar ke

Laakhon mein ek main hu
Koi aaye na aage ab iss yaar ke
Galati se galati ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke

Jhak maar ke
Jhak maar ke

Teri ankhon mein doobi main
Dekhon apni akhon ko
Oo biten yun hi saare umar
Teri bahon mein lifte main
Meri bahon mein tu ho..oo
Duniya ki ho na khabar

Ho...Na jarurat baton ki
Milen lakido haaton ki
Saalon se umar ho raton ki
Aise bhi dekhe dono pal pyar ke

Kal aise kal aise
Ani teri meri chahta ko ikraar ke
Galati se
Galati ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke

Tujhpe na aitbar mujhe
Fika lage tera pyar mujhe
Main na banaoon dildaar tujhe
Saare sapne te jhoote
Ab tak pyaar ke

Dil jaane
Rab Jaane
Na khabar pe main tere
Ab dil haar ke
Galti se galti ki
Kabhi pichhe pichhe aaya tere
Jhak maar ke