作词 : Shraddha Sehgal 作曲 : Joell Mukherjii Khwab pyare jo yun pukaare hum e raat bhar jahan pe saare mil ke saware har reh guzar kyun na hum tum mile wahin neendon mein kho kar khoyi hun main Khoye ho tum khoye khoye se milenge hum khoyi hun main khoye ho tum khoye khoye se mile hum Chaashni bhare badal meetha ras barsaaye ghunt jheelon ka peeke nasha sa chadh jaae Aa zara sa jhum le hum neendon mein kho ke khoyi hun main Khoye ho tum khoye khoye se milenge hum khoyi hun main khoye ho tum khoye khoye se mile hum