作词 : Raftaar 作曲 : Raftaar La la la la Kalamkaar lala la la la Lo aya alsi gangster back Lo suno jisney suna nahi gangster RAA RAA Covid fela ghume chela leke car Ghar na baithe chele gaer zimmedar Chela badle chaal chele leke char russian roulette khelein tu le pehli goli bheja par Gaane likhu ungli karti tap dance Nanga sach baatein meri flash dance Adha headphone khali ek kaan Logic me hai party laptop deta lap dance Sabun bars haath saaf baat saaf Baat hoti pehle ki to chehra fata jaad saaf Lafa me hi khatma tu aatma ke saath saaf karte the yeh saath laugh tabhi inke paap maaf Tu Pardarshi dehi bina soul chittakrshee controvery akarshit hai trolls Yeh Savapnadarshi aankhein zara khol Saare chedo me tere bharu me angdarshi ghol Band kardi yojna Sabme apna khojna Sabko deke haath Mujhko banna balibojh na Fitrat me na bhara maa ne Khali apna sochna Jinke parr na tochan karna Saath leke pohchna Naapjhoonk lena mere maun ka Stammer karne wala banner mushkil bada rokna Naso me hai gama kahamakha drama hai roj ka hi Loki jaisa dhongi seedha pairon se dabochna (Op samjhma nikla woh bhi bot dekho Taka jhaaki karta hua caught dekho Pakde gaye to jhoot nakli bahut dekho Bhed piti ghaas ab tum bhed khaata goat dekho) Yede chalte bhed chal Bhede chalti yed chal Chuhe aate late tabhi Chalna chahte dedh chal Tode mene fake jaal Chuhe upar bhed khaal Galti kardi naeki karke Dekhi karke dekhbaal galti khoje saanp se yaar (kyon) Saperaa khale saanp ki maar (hahaaa) raa ne na saare kare ankde bahar Me Peeche haath deke daab kheechu aantde bahar (raaa) Kya bahar hota beef me woh dekhu kya Woh bande maare me bhi bande pela kya Yeh soch meri lage mujhe betukha Sar galat hai yeh dukh na aj talaq hai yeh jhuka Yeh ruka na jab chali thi in dre ki beat Shady bhi suna hai mene jayz bhi Weezy luda se breezy bhi Biggie tupac aur missy bhi Nas wale se jeezy bhi kdot cole pusha t game suna takashi ni RAA (Op samjhma nikla woh bhi bot dekho Taka jhaaki karta hua caught dekho Pakde gaye to jhoot nakli bahut dekho Bhed piti ghaas ab tum bhed khaata goat dekho) No fly zone No bhai zone Tum wise ni Novice ho Dont call my phone Advice lo Ho mic on To sacchai do oo Achai se ache gaane do Ki tumhe show aaye do Broo Khali bheja ghar hai shaitaan ka Gappi bando chodo bandi rona mere naam ka Adha safar tay na kara tune hai mukaam ko Tu jaha bole waha raa me hazir hona jantaa (Op samjhma nikla woh bhi bot dekho Taka jhaaki karta hua caught dekho Pakde gaye to jhoot nakli bahut dekho Bhed piti ghaas ab tum bhed khaata goat dekho)