[00:00.000] 作曲 : Kushagra [00:01.000] 制作人 : Bharath [00:15.560]Jaana, tu aata nahin [00:19.880]Sapno se jaata nahin [00:24.050]Mil jaaye, kya hi baat thi [00:28.350]Qaamil ho jaata wahin [00:32.570]Jaana, mere sawaalon ka manzar tu [00:37.480]Haan, main sookha sa, saara samandar tu [00:41.410]Haan, gulaabi si surkhi jo dikhti thi [00:45.510]Phir se dikh je to jee bhar ke saans bhar loon [00:50.130]Kaati kitni thi raatein, nahin soya main [00:54.080]Tujhko kitna bulaya, phir roya main [00:58.570]Teri saari wo baatein kyun sone nahin deti [01:03.230]Sataaye mujhe, haan, phir khoya main [01:07.410]Tu aata nahin [01:10.640]Sapno se jaata nahin [01:14.580]Mil jaaye, kya hi baat thi [01:19.110]Qaamil ho jaata wahin [01:23.410]Jo bhi ho raaz tera [01:27.470]Mujhko bataata nahin [01:31.610]Mil jaaye, kya hi baat thi [01:35.980]Qaamil ho jaata wahin [01:56.390]Sambhaal ke rakha wo phool mera tu [02:02.730]Meri shayari mein zaroor raha tu [02:06.800]Jo aankhon mein pyaari si duniya basaayi [02:11.170]Wo duniya bhi tha tu, wo lamha bhi tha tu [02:15.720]Haan, lagte hain mujhko ye kisse sataane [02:19.630]Deta na dil mera tujhko bhulaane [02:23.860]Adhoore se vaade, adhoori si raatein [02:28.080]Ab hisse mein daakhil mere bas wo yaadein [02:32.500]Rehna tha ban ke humdam tera [02:36.120]Aisе jaana hi tha, phir tu kyun thehra? [02:39.970]Ab na maane mera dil kе na tere qaabil [02:45.100]Thi ik aarzu ki main kehta raha, par [02:49.410]Tu aata nahin [02:52.220]Sapno se jaata nahin [02:56.370]Mil jaaye, kya hi baat thi [03:00.700]Qaamil ho jaata wahin [03:05.050]Jo bhi ho raaz tera [03:09.140]Mujhko bataata nahin [03:13.290]Mil jaaye, kya hi baat thi [03:17.770]Qaamil ho jaata wahin