作词 : The RISH 作曲 : The RISH Dil Yeh Bechain Saa Mann Hai Yeh Sarfira Dhuundta Hoon Har Jagaah Tumhe Dil Yeh Bechain Saa Tum Jo Ho Naa Yahaan Dhuundta Hoon Har Jagaah Tumhe Kismat Mein Thi Humaare Jaane Kya Kya Likha Waqt Aane Par Achaanak Jaane Kya Hogaya Raaste Jo Bichde Hai Woh Thi Apni Majbooriyan Kaaton Se Zyaada Chubbti Hai Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan Humaare Darmiyaan Pehnaai Tere Haathon Mein Thi Choodhiyan Mainey Choodhiyan Aur Angoothiyan Kahaan Se Aayi Dooriyan? (Hmm, hmm hmm) Zamaane Ne Kiya Hai Tujhe Mujhse Judaah Na Jaane Humein Zindagi Yeh Laayi Hai Kahaan Hai Jeena Badaa Mushkil Tere Bina Tu Lautke Aajaye Hai Labon Pe Hai Duaa Kismat Mein Thi Humaare Jaane Kya Kya Likha Waqt Aane Par Achaanak Jaane Kya Hogaya Raaste Jo Bichde Hai Woh Thi Apni Majbooriyan Kaaton Se Zyaada Chubbti Hai Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan Humaare Darmiyaan Pehnaai Tere Haathon Mein Thi Choodhiyan Mainey Choodhiyan Aur Angoothiyan Kahaan Se Aayi Dooriyan? (Hmm, hmm hmm) Kahaan Se Aayi Dooriyan?