作词 : Arjuna Harjai/Surabhi Dashputra 作曲 : Arjuna Harjai Tere mere beech mein Kuch kisse baaki hain Waqt ke hisaab mein Kuch hisse baaki hain ··· Tere mere beech mein Kuch kisse baaki hain Waqt ke hisaab mein Kuch hisse baaki hain Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein Aandhiyaan bhi seh gayi woh Phir hum kyun dhul gaye Dhul gaye Dhul gaye Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein Aandhiyaan bhi seh gayi woh Phir hum kyun dhul gaye ···Music··· Chaand ki wo thandakein mehsoos toh ki thi Aaj kyun phir chaand se kurbatein nahi milti Yun toh saansein na ruki, zindagi bhi chal rahi Subah ki bhi yaad se muskaanein nahi jalti Raat toh guzar gayi Par baatein baaki hain Ishq toh hai gumshuda Mulaaqaatein baaki hain Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein Aandhiyaan bhi seh gayi woh Phir hum kyun dhul gaye Dhul gaye Dhul gaye Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein Aandhiyaan bhi seh gayi woh Phir hum kyun dhul gaye