作词 : Irfan Ansari/Salman Ansari/Ali Ansari 作曲 : Irfan Ansari/Salman Ansari/Ali Ansari LB Prince - Mere pass zara tu aa to sahi Meri aakhe he num tu chupa to sahi Tere bin me adhura reh sa gaya Mujhe mili he saza tu pass nahi 2x Chahat he mujhe tujhe apna banana Mujhe farq nahi parta kya kahega zamana Tu katil haseena me tera diwana Laila majnu ka fasana jise sunega zamana Dil se tha pyar jo tujhpe jataya tha Teri har khuwaisho ko apna banaya tha Teri choti bato ne dono ko rulaya tha Mene khud ruth kar bhi tujhko manaya tha Meri rab se dua tere dil me kahi Mujhe mile to jagah me rahu bas wahi Yaha tere bin mera guzara hi nahi Mere pass zara tu aa to sahi Sefan - Jee liya jeeliya kese tere bin Pee liya peeliya ye zeher zindegi me Jab bhi aae sapne,sapno me satae tu Aakhe num meri dakh ke bhi samajh na pae tu Ye kesi bad nasibi meri Tujhe raas na aai karibi meri Meri lash pe wese to khade the sabhi Tuta dil dekha tu bhi thi wahi pe khadi. LB Prince - Yaden aai teri aai na tu kyu kabhi Wafa kari mene saza bhi mujhko mili Bate teri meri hui na fir kyu kabhi Akhen meri fir bhi tujhko dhundti rahi Ho gaya adhura tu he jab se gayi Tere sath mera tu sukun le gayi Tere bina jene ki hi chahat nahi Tere bad zindegi kyu mot ban gayi SHELKA - Ek waqt me mohobbat meri dawa bani Ek waqt me mohobbat meri shifa bani Mohobbat mohobbat me kar raha tha bohot Ek waqt me mohobbat meri saza bani