作曲 : Darshan Raval 制作人 : Mir Desai Likha Tumhe Dard Maine Yaara Tumne Padha Hi Nahin Kaise Sambhalun Gham Itne Saare Ab To Ghar Me Jaga Hi Nahin Dhoonda Hai Maine Shehar Ab Ye Saara Par Tumhara Pata Hi Nahin Mil Jao Na Pal Bhar Hi Sahi Baatein Kitni Hai Baki Abhi Zulfon Ko Teri Tu Chehre Pe Mere Fir se Bikhar Jane De Chahat Bhi Aisi Buri Hai Bala hai Ki Saans Bhi Aaye Na Mujhe Ab Jo Milo Karke Deewana Na Jana Hume Aawaaz Do Aake Kaho Na Ke Hona Mere Ab Jo Milo Karke Deewana Na Jana Hume Aawaaz Do Aake Kaho Na Ke Hona Mere ···Music··· Toote Sitaaron Se Mandir Mazaaron Se Maangu Dua Main Teri Doobu Ya Taerun Hai Tumtak Hi Aana Na Ye Shiddat Hai Aisi Meri Barson Ke Jaage Humein Neend Aaye Baahein Teri Jo Mili Chahat Bhi Aisi Buri Ye Bala Hai Ki Saans Bhi Na Aaye Mujhe Ab Jo Milo Karke Deewana Na Jana Hume Aawaaz Do Aake Kaho Na Ke Hona Mere Ab Jo Milo Karke Deewana Na Jana Dunia Hai Zaalim Ye Meri Mohabbat Ko Jhoota Fasana Kahen Logon Ki Parwah Na Gham Hai Ki Ishq Ye Tumko Dikha Na Sake Rabb Ki Bhi Dekho To Kaise Bedardi Hai Koi Dawa Na Kare Kitna Bulaun Main Haar Na Jaun Main Yaara O Sunle Mere ···Music··· Kitna Lada Hoon Magar Ye Lakeere Jaake Tujhse Kyu Milti Nahi Galat Tha Jo Tera Saath Hona To Kya Jaana Tera Tha Sahi 人声 : Darshan Raval