作词 : Amit Trivedi 作曲 : Amit Trivedi -MUKHDA- Aankhon aankhon mein Baatein yun chal rahi hai Na boli tum, na maine kuch kaha Jab aankhein aankhon se Baatein kar hi rahi hai Toh haal-e-dil bhi sun le zara O yaara yaara yaara Ye kya hua, ye kya hua yahan Badal hi gaya hai Mera jahan, mera ye aasmaan (Haaye haaye Churaya churaya Tune dil kyun ye mera Churaya churaya Kyun bata Haaye haaye Churaya churaya Tune dil kyun ye mera Ahaa ahaa) x2   -ANTARA- Tumko dekhu main, tumko dekhu main Jahan bhi ye nazar gayi Aisa jaadu hai mujhpe chaaya Ki duniya badal gayi Dheere dheere se haule haule se Mere dil mein ghar jo kar gayi Aisa lagta hai meri manzil Toh mujhko mil gayi O yaara yaara yaara Haal mera aake tu dekh zara Haaye tune meri jaana Kya kar diya, kya kar diya bata Bata bata bata (Haaye haaye Churaya churaya Tune dil kyun ye mera Churaya churaya Kyun bata Haaye haaye Churaya churaya Tune dil kyun ye mera Ahaa ahaa) x2