作词 : Irshad Kamil 作曲 : Ram Sampath Sihran, sihran Sarfiri si Tan-man, tan-man Mein bhari si Ehsaason mein hoon pehli baar Rehne de behke-behke yaar ··· Thirkan, thirkan Hai badan mein Kuch baat to hai Yaar, tujh mein Jo chhanke aise mann ke taar Rehna hai behke-behke yaar Kehna hai, kehna pehli baar Dil aur main, dono behke yaar Behke yaar Behke yaar Behke yaar Rehna hai behke-behke yaar ···Music··· Khushiyon se rangeele Mausam hai barfeele Upar se tu bhi is pal mera hai Main aam sa ladka Lo khaas ho baitha Ho khaas kyun na woh jo tera hai Dhadkan-dhadkan Manchali si Ho baithi hoon Baawli si Tu hai toh khushiyan beshumaar Rehne de behke-behke yaar Jaana hai, jaana hadd se paar Dil aur main, dono behke yaar Behke yaar Behke yaar Behke yaar Rehna hai behke-behke yaar