作曲 : Darshan Raval 制作人 : Lijo George Wo Lamhe Hamein Rulaate Hain Kyun Sataate Hain Kyun Batao Zara Saza Hai Meri Tere Bin Yahan Hum Kaise Jiyein Batao Zara Aise Chale Jaoge Socha Tha Ye Naa Kabhi Dil Pe Jo Guzari Mere Tujhpe Naa Guzre Kabhi Barasne Lage Jo Aansu Mere Chhupaayein Kahan Batao Zara Woh Lamhe Humein Rulate Hain Kyun Sataate Hain Kyu Batao Zara Kuchh Is Tarah Se Toda Ye Dil Hai Phir Naa Kisi Pe Hoga Yakeen Aise Gaye Ho Mujhko Bhulakar Tum Jaise Tere Hum The Hi Nahin Palkon Pe Aane Lagi Banke Tu Ek Yaad Si Chaha Tha Jisko Kabhi Wo Tum Ab Rahe Nahi Mohobbat Mein Kyun Fanah Ho Gaye Juda Ho Gaye Batao Zara Woh Lamhe Humein Rulate Hain Kyun Sataate Hain Kyu Batao Zara Saza Hai Meri Tere Bin Yahan Hum Kaise Jiyein Batao Zara 母带工程师 : Shadab Rayeen 人声 : Darshan Raval