作词 : Subhi Khanna/Mihir Thatte 作曲 : Aman Moroney/Subhi Khanna Mila mujhe tu iss tarah, O Yaara Jaise na tha kuch darmiyaan Baatein bhi, Teri lagi bebaak si O yaara bataa zaraa Mujhe bhula diya Tu jaanke bhi anjaan lage Eee aa ae Mujhe dekh ke yun nazarein toh na mila Itne paas ho Tum yeh kaisa faasla hai? Tere mere Sunaa jo sab tune kahaa O yaara Jaisa rahaa sab unkahaa Mehfil bhi Teri lage kyu ajnabee O yaara bataa zaraa Mujhe bhula diya Tu jaanke bhi anjaan lage Eee aa ae Mujhe dekh ke yun nazarein toh na mila Itne paas ho Tum yeh kaisa faasla hai? Tere mere Haste hue jo mil rahe ho, Thi kabhi jo chaahatein woh ab kyu gumshudaa hai Ab mere haan Dil ka karwaan, sambhle na yahaan Kya aam tha woh ishq jo mujhe bhulaa diya