Haan Haan Haan Teri In Baarishon Mein Behti Hi Jaun Main Jab Tu Hai Paas Mere Khud Ko Rok Na Paaun Main Tu Jo Ye Kar Raha Hai Sehna Dushwaar Hai Dil Ne To Haan Kiya Hai Honthon Pe Inkaar Hai Ye Jo Mushkil Se Dil Ko, Salaamat Rakha Isme Aane Du Kya Tujhko Toot Jaayega Dil Phir Na Jud Paayega Issi Baat Ka Dar Hai Mujhko Ke Ho Na Jaaye Pyaar Tumse Mujhe Kar Dega Barbaad Ishq Mujhe Ho Na Jaaye Pyaar Tumse Mujhe Behad-Beshumaar Tumse Haari Main, Haari Main Tere Saamne Haari Main, Haari Main Mere Yaar Ve Main To Jal Jaani Ve Teri Aag Mein Kar Lu Barbaadi Main Tere Pyaar Mein