作词 : Varun Shungloo/Atul Arora/Shravan Sajjan 作曲 : Shravan Sajjan/Atul Arora Thi doori nahi Paas tu har dafa Hathon mein tha haath pakad rakha Kari shuru jab ye baatein tha din chadha Lage beetey kayi saal jo din dhala Sabhi tha bemisaal tu jab yahan Jab ho jata hai pyaar toh darr kahan? Tu mere liye khaas yeh jana Mujhe na kabhi chhod ke jana Wadein jo kiye haan Tune the sau dafa Aisa laga kabhi honge juda na Wahan main galat tha Haan mila dhokha mujhe chhod gayi dekar Bahana Kya tha hua aisa? Mujhse kuch binn kahe tu khafa Kyun mil rahi yeh saza? Rota dil tukdon mein pada Kya tha hua aisa? Kuch bin kahe tu laapata Kyu de gayi yeh saza? Bichde hum-tum par kyu bhala? Sab kiya Tere liye toh main jahan se bhi ladd liya Tune diya par kya sila tha? Socha nahi tha vo hua Wadein jo kiye haan Tune the sau dafa Aisa laga kabhi honge juda na Wahan main galat tha Haan mila dhokha mujhe chhod gayi dekar Bahana Kya tha hua aisa? Mujhse kuch binn kahe tu khafa Kyun mil rahi yeh saza? Rota dil tukdon mein pada Kya tha hua aisa? Kuch bin kahe tu laapata Kyu de gayi yeh saza? Bichde hum-tum par kyu bhala? Hey I thought a lot about it We’re different and I don’t think it’ll workout I don’t think I will fit in your fa… Wadein jo kiye haan Tune the sau dafa Aisa laga kabhi honge juda na Wahan main galat tha Haan mila dhokha mujhe chhod gayi dekar Kyaa Tha hua aisa Tu lapata Bichde hum-tum par kyu bhala?