作词 : Dev Kumar 作曲 : Dev Kumar Jhoot na bolna, bol tu Saari baateinn Waadein karte saare Ab na saath hai Dheere dheere Tere peeche Mein kyu Chaluuu Tere mere beech Mein wo raahi Panne bhargye Khaali hui siyaaahiii Sehme sehme Hummm Ab mein kaise Hasuu Jhoot na bolna, bol tu Saari baateinn Waadein karte saare Ab na saath hai Dheere dheere Tere peeche Mein kyu Chaluuu Tere mere beech Mein wo raahi Panne bhargye Khaali hui siyaaahiii Sehme sehme Hummm Ab mein kaise Hasuu Oonchai na tujhko pasand Mein seedhi banata gaya Andhere se lagta tha darr Tou taare mein laata gaya Ab taaro se bandha hu mein Inn aankhon ko teri talab Ab bachne ki mujhko hai khwaish na Mujhko bachaye par teri jhalak Aur dede sabak Ab aane na deta mein logo ko paas Kya isme galat Tu wo gulaab jo chippi Kitaab ke beech Ab panne bhi meheke alag Padhe farak Ki ghirri tu logo ke beech Aur paas na tere hai waqt Kya Kyu karu mein terepe shaq haan Kya mera hai haqq Tere mere beeee/ch Mein wo raahi Panne bhargye Khaali hui siyaaahiii Sehme sehme Hummm Ab mein kaise Hasuu Ghade se ye kall se behra paani Isko dekh ke rokti kyu ni tu Karte rehta aaino se mein baatein Hoth choome mere poochu kyu Haath pakde yaadein taaza karti hai Zehr lafz neela kyu halak ni hai Pehle din se tu hi meri shayari Shayaro se tu bhi kamm alag ni hai Antar uske mere beech hai kaafi Wo dekhe bas tera mazhar Na jaane asar Nihaaru mein door se tujhko, na chorhu mein koi bhi kasar Pyaar hai qabar Mein dafna jo rehta hu palkon mein teri Ye mujhpe hai karz Baaki wo dawa jo maane kyu saare haan tujhe Tu meri hai marz Ab ghadi ke dono ye haath bhi bole Ki milega tujhko na saath Tere mein dar par khada Jaadu sar par chadha Kya ye manzil hai meri napak Ab zara tu naap Gehrai inn rishto ki Kya ye aashiqui kishto si Ab bikte bazaaro mein hum Adhoore naseebo ki