作词 : Sunny Sanour 作曲 : Sunny Sanour Behki si duniya ye chalti jaaye kisko pakadna hai ye batana Daude, sab bhaage, rut aaye jaaye Logon ka na yahan hai thikana Lifafon mein yaadein hain saari unko na kho jana Kagaz ke un panno ko bhi kahin chhod ke na aana kya aaye the karne yahan par wapas kab hai jaana Kyun na behte behte, khud ko chupayein gum ho jaayein, Music Behki si duniya ye chalti jaaye kisko pakadna hai ye batana Daude, sab bhaage, rut aaye jaaye Logon ka na yahan hai thikana Lifafon mein yaadein hain saari unko na kho jana Kagaz ke un panno ko bhi kahin chhod ke na aana kya aaye the karne yahan par wapas kab hai jaana Kyun na behte behte, khud ko chupayein gum ho jaayein, Chal Diye, Chal Diye, Chal Diye, Chal Diye, Sang Sabhi Chal Diye Chal Diye Chal Diye