作词 : Ashwin Srinivasan 作曲 : Ashwin Srinivasan Pehli Baarish pehli khwahish Dil se Jalke Tapki - Tu Maili Saazish Phaili Khalish Mere Andar Kab Ki - Tu Poora karegi adhure se mujhko main banjaaun naadaan se shaitaan Ghoora na kar aag lag jayegi baaton baaton me aankhon se pukhta Sooli hai baahen teri kas ke das le mujhe tu mera hai naseeban Jhool intezaron me mere qararon me tu bhi karara Meherman Mehke mehke mansoobon me Mehki jaaye mujhme - Tu Dehke aatish behkavon me Dehki jaye usme - Tu Neela nasha neele neele kashon ke chaman me nasheeli dhuli tu Pee la pila de mujhe bhi tere ang se jung main junglee tu Baaqayda saari duniya bhula kar tere ishq me aa phasa main Aaja panahon me tere fana ho chalun bezubaan haadsa main