作词 : SALIL JAMDAR 作曲 : SALIL JAMDAR Kitna Paisa khaayega Spiderman ka Uncle bola Asli Hero wohi beta ‘With Great Power comes Great Responsibility’ jo Jaan jayega Khaayega Kasam aur nibhaayega Par aisa Hero Bollywood mein Tumko na mil paayega Shivji nai hai ye Amrit khud peeke vish batwayega Ghar ka khana khud khaake Fast Food ki lath lagwaayega Detergent ko My beauty secret bolke bikwaayega Kya kya Kis Kis ka bolu Gaana chota pad jayega Ab doodh nahi peete bachche Kuch dhang ka nahi khaate bachche Fancy Attractive bottles se Zeher gatak rahe hai bachche Healthy Products ke bahaane Sugar nigal rahe hai bachche Khud Keto diet, Detox Juice peeke Beche humko itne Cancer Kyu? Arre Kitna Paise khaayega Tu Nange hi to aaya hai Kya Ghanta leke jaayega Kitna Paise Khaayega Noodle se faasi dilwaayega Kitna bhi Lagaayega Tu saavla hi to Aaya tha Tu saavla hi to Jayega Ranveir naak mein daal na naak mein Khud noton mein nahayega Humko schezwaan chatni mein nehlaayega Saste Chemical dalwaayega Ghane baal leke aaya Jayega Takla banke Maa ka haath tha mere sir pe Boli inme kuch nutrition nahi hai Thukraaya home-made aachaar Tha ch#tya sahi mai Ranveir: Ch#tya mat bol bachche sun rahe ye masoom se tinke Par Bachche kha kya rahe wo bhaad mein, kya usool hai inke Naariyal Paani, Ganne ka ras, Lassi, Chhaas Thu Thu Hai Sattu, Kele, Sabzi, Dal Chee Chee ye kya Goo hai Baaton mein aa gaye Shahrokh ki Aur Selman aur Aur Hreithik ki Aur Akshoy ki. Aur Bochchan ki Aur Ajayy ki. Viraat Ki Aur Ranbeir ki Aur Saiif ki Kareina ki Preyanka ki Deepeika ki Aur Yamee Ki Aur Kajool ki Aishworya Ki In logon ke jaisa koi to bad ich nahi hai Parde pe Hero, Real mein Villain kyu Arre Kitna Ugalwaayega Lagta hai aaj khudko Nanga karwaake hi jaayega Kitna Paisa Khaayega Kitna Paisa Khaayega Kitna Paisa Khaayega Tu Nange hi to aaya tha Kya Ghanta leke jaayega Kitna Paisa Khaayega Kitna Paisa Khaayega Kitna Paisa Khaayega Fan log ko ‘Love you’ ‘Love you’ bol Fan log ki hi leke.. Dushmani hai inse kya ye ab na poochna Kaha jo uska aur chahiye sabut kya Galti inki nahi, ye system hi to hai sada Follow nai karenge, kaise honge phir bada Andhe fans phir se honge ab offend haan Comment me gaali kyuki hoga koi jawaab na Sach ko kehke Jo Villain banne se na dara Asli Hero hai wo Heera hi to hai Khara Samaj chuke mujhe jo beshumaar pyaar unse Do saal baad aau bade parde par milne tumse Shikhar inhika par alag chununga raasta ‘Coke ka Face’ banne se Kaamyabi ka jahaan no waasta Jhatak lein jaale aur Utha lein ab Vichaaron ko Nakli Hero logon se bachaayein Hindustaan ko Hindustan ko, Haanji Hindustan ko Nakli Hero logon se bachaayein Hindustaan ko Hindustan ko, Haanji Hindustan ko Peppsi pila pilaake na dubaayein youngistaan ko Kya