作词 : Charan Singh Pathania 作曲 : Charan Singh Pathania Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon, Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon, Ik soch ne paala hai ki main savera hoon Par kya, hota agar yeh sach hota Zyada nibhata main, kam farj hota Par kya, hota agar yeh sach hota Zyada kamaata main, kam kharch hota 2 X Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon, Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon Aao na, iss raat mere paas, kyunki main akela hoon Door kahin, jahan koi mujhe jaane na pehechane na, main jaaon vahan Aansu bhi aankon se bahakar tum mita dena jaise main kabhi bhi na tha Par kya hota agar main khush hota lafzon se zyada main mehsoos hota Aur kya hota agar yeh sach hota aasaan hota sab, dil khush bhi hota, tu jo hota 2 X Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon, Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon Aao na, iss raat mere paas, kyunki main akela hoon Aao na, iss raat mere paas, kyunki main