作词 : Sidhant Mago 作曲 : Amit Trivedi AJNABI -MUKHDA- Ae ajnabi ajnabi ajnabi tujhe kaisey bataaun Kya ik dabi ik dabi ik dabi dhun gungunaun Main bas abhi, bas abhi, bas abhi mein hi jeena chaahun Ke dil hi dil mein gaaun Euphoria ke gaane Ye waqt mai chhupaun kismein Haaye haaye Ke haath mai badaaun Tujhe galey lagaane Par thoda sa toh risk hai ismein Haaye haaye haaye haaye Hooo... ye jo jasbaat hai Haan haan haan ho... inmein kuch baat hai   -ANTARA- Aasmaano mein Aaj maano kuch toh naya hai Saath gaaye jaaye jaaye jaaye Aur coffee ki Jhaag se koi dil banaaye Ek hichki Dil mein khiski toh laga ke Tu bulaaye jaaye jaaye jaaye Aur phone ki Ring tone bhi ab nachaaye Yun phir kabhi phir kabhi phir kabhi na main dil lagaaun Ohh ajnabi ajnabi ajnabi tujhe kaisey bataaun Main bas abhi, bas abhi, bas abhi mein hi jeena chaahun Ke dil hi dil mein gaaun Euphoria ke gaane Ye waqt mai chhupaun kismein Haaye haaye Ke haath mai badaaun Tujhe galey lagaane Par thoda sa toh risk hai ismein Haaye haaye haaye haaye Hooo... ye jo jasbaat hain Haan haan haan ho... inmein kuch baat hai Haan haan haan ho... ye jo jasbaat hain Haan haan ho... inmein kuch baat hai