[00:00.00] 作词 : Zafar Gorakhpuri [00:01.00] 作曲 : Pankaj Udhas [00:32.53]Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga [00:48.88]Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga [00:59.69]Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge [01:10.72]Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge [01:21.62]Aur aahista kijiye baatein [01:48.83]Aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigaah dohraaye [02:05.23]Aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigaah dohraaye [02:16.84]Apne chaaron taraf ki yeh duniya saans ka shor bhi na sun paaye [02:33.04]Na sun paaye [02:35.16]Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga [02:46.03]Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge [02:57.00]Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge [03:07.89]Aur aahista kijiye baatein [03:35.12]Aayiye band kar lein darwaaze raat sapnein chura na le jaaye [03:51.66]Aayiye band kar lein darwaaze raat sapnein chura na le jaaye [04:03.31]Koi jhonka hawa ka awaara dil ki baaton ko uda na le jaaye [04:19.52]Na le jaaye [04:21.55]Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga [04:32.31]Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge [04:43.35]Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge [04:54.12]Aur aahista kijiye baatein [05:21.43]Aaj itne kareeb aa jao dooriyon ka kahin nishaan na rahe [05:37.88]Aaj itne kareeb aa jao dooriyon ka kahin nishaan na rahe [05:49.47]Aise ek doosre mein gum ho jaaye faasla koyi darmiyaan na reh jaaye [06:05.66]Na reh jaaye [06:07.79]Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga [06:18.59]Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge [06:29.69]Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge [06:40.52]Aur aahista kijiye baatein