作词 : Nikhil Sinha/Swapnil Singh/Geetansh Aggarwal 作曲 : Nikhil Sinha/Swapnil Singh Kya hua kya pata Mai door yu tujhse hua Yado me mai kho chuka Dhundle hai saare kyun raaste Saya bhi na mera ab saath de Raaton ke ye taare sab jaante Mujhe sambhaalte Meri ye ankhe Dhoonde vo raahein Jo jaaye vahan jahan tum ho aur Tumse mila ke us pal ko thama de Dheeme dheeme badhte chale faasley Tode se bhi toote na ye raabte Hai kaisa ye samaa Pukare Mujhe ye awaze Bulaye Mujhe yahi yade Mujhe vahi vade Tumne jo nibhaye nahi Kisse Karu ab ye baate Mujhko bulake Khud tum aaye nahi Pukare Mujhe yahi yade Mujhe vahi vade Tumne jo nibhaye nahi Kaise Kaatun ab ye rate Mujhko bulake Tum aaye nahi Kaise bolun mai Ab hum akele hain Raaton mei mile Khaali andhere ye Tare bhi ye saare lage lapata Soona soona lage poora aasma Bhala iska kaise karun saamna Bata yahan kaise hoga chandana Ab teri na hai Meri ye saansein Jo chalti kabhi thi Bas tere hi naa se Ab rukti nahi ye Man kitna bhi chaahe Kya galti hui ye Sab pooche fizaye Bulaye Mujhe vahi yade Mujhe vahi vade Tumne jo nibhaye nahi Kisse Karu ab ye baate Mujhko bulake Khud tum aaye nahi Pukare Mujhe yahi yade Mujhe vahi vade Tumne jo nibhaye nahi Kaise Kaatun ab ye rate Mujhko bulake Tum aaye nahi