作词 : Udbhav Acharya 作曲 : Udbhav Acharya Ek diljali Ek dhokebaaz Dono ki saansein Hain aas paas Ek diljali Ek dhokebaaz Dono ki saansein Hain aas paas Ek diljali Ek dhokebaaz Dono ki saansein Hain aas paas Kasam se Vo ek saza hai Main bhi pagal Main bhi pagal Uski hatheliyo mein rakh di Maine apni apni rooh hai Kyu hai Kyu hai Hai vo aisi kyu hai Kasam se Akeli tu hi thi jo mujhe jaanti thi Teri maujoodgi hi toh deti mujhe shaanti thi Kitne saal beete phir bhi mere saath mein hi Jaadui hai teri kamar ki aakriti Tere saath baithe dekhi sabse achi raatein Tune hi sikhai zindagi ki sabse achi baatein Keval tera hi karu main intezaar Baitha roz sochta hu kahan kho gaya vo pyar Tu kisi ki nahi hai Main apna nahi Baatein karti thi jisse main abhi bhi vahi hu Sach Tujhe dekh badal diya main khud ko Naya main bhi bhaane laga hai mujhko ab Shayad isi beech dikha vo dhua Maine kuch kaha Tune kuch suna Phir main hass pada Mera bachpana Mera bachpana See You and me together is a tragedy When I connect to you I′m disconnected from reality