作词 : Yash Saxena 作曲 : Yash Saxena kaise woh beete the chaar mahine the kaise bataaun main kaise samjhaaun main tujhko choona tha haan main soona tha din bhi gin gin ke kaate mushkil se 800 din abhi baaki hain phikr aur yaad sataati hai main tu yahan wahan dhoondun kahan kahan kabhi kabhi tu dar jaati hai sapno ke rang par gaati hai ham chale jaaye wahan koi nahi aaye jahan kya woh soch thi gandi chot thi aasoon beh gaye band hi naa hue kya woh dard tha chalta hi gaya raat bhar woh chala subah uth gaye lambi woh raatein thi taazi woh yaadein thi tujhko khoya tha bhaari woh saansein thi sochi jo baatein thi ab naa kuch raahein thi jo ye barsaatein thi bheegi si aankhein thi 800 din abhi baaki hain phikr aur yaad sataati hai main tu yahan wahan dhoondun kahan kahan kabhi kabhi tu dar jaati hai sapno ke rang par gaati hai ham chale jaaye wahan koi nahi aaye jahan tune hi toh khud ko roka hai paisa waisa sab ye toh dhoka woh sab us jagah main tu iss tarah kya tune kabhi nahi socha hai kitna pyaara ye hamaara sapna hai khoon paseena baha har din raat baha